Skip to main content

SAWALAAT-E-QURBANI ★ POST NO-01


​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨
╂─────────────────╂
    🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.
       🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ.
╂─────────────────╂
📿 SAWALAT-E-QURBANI📿  
╂────────────────╂
┗────────┯
            ★ POST NO-01 ★
          ╂───────────╂
✦Qurbani Ke Liye Jaanwar Kharid Kar Faqeer Ho Gaya✦
✧⇝❥Ek Shakhs Ne  Maaldar Hone Ke Waqt Bakra Qurbani Ki Niyat Se Kharida, Lekin Qurbani Ke Din Aane Se Pehle Gareeb Ho Gaya, Ab Woh Shakhs Us Bakre Ko Bechkar Uski Qeemat Apne Kaam Me La Sakta Hai Ya Nahi.? Ya Us Bakre Ki Qurbani Us Per Wajib Hai..?
★➻Agar Qurbani Ke Akheer {12 Zil Hijjah Ke} Din Woh Shakhs Saahibe Nisaab Na Ho To Uske Jimme Qurbani Wajib Nahi, Us Bakre Ko Farokht (Sale) Karke Uski Qeemat Apne Kaam Me Kharch Karna Durust Hai,
Aur Agar Qurbani Ke Akheer Din Me Bhi Woh Shakhs Saahibe Nisaab Ho Jaye To Us Per Qurbani Wajib Hogi Chahe Bakre Ki Kare Ya Aur Kisi Aur Ki,
❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁
✦Hadiya {Gift} Kiye Hue Jaanwar Me Qurbani Ki Niyat✦
✧⇝❥Jis Per Qurbani Wajib Nahi Gurbat Ki Wajah Se, Woh Agar Qurbani Ka Jaanwar Kharid Leta Hai To Us Per Qurbani Wajib Ho Jati Hai, Isi Tarah Agar Bager Kharide Usko Kisi Ne Hadiya Ya Sadqa Ke Taur Per Jaanwar De Diya Aur Usne Dil Me Qurbani Ki Niyat Kar Li, To Kya Fir Bhi Us Per Bhi Qurbani Wajib Ho Jati Hai... ,??
★➻Is Tarah Us Per Qurbani Wajib Nahi Hoti,
_✦➛🗂➻✦ Fatawa Mehmoodiya,,_
          📃 Jild-17, Safa No-317-318,
📮NEXT SOON INSHA ALLAH
​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨
JOIN ISLAMIC MSG GROUP & BROADCAST FOR WOMEN
📲 +918472871566

Comments

Popular posts from this blog

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-23

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-23  ★           ╂───────────╂  ✧⇝❥Qurbani Me Karne Wale Makrooh Amal Kya Hai?? ★➻Qurbani Ke Kuch Aadaab Hai...Jisko Tarteeb Se Bataya Jaa Raha Hai... ✧≫【01】  Janwar Ko Zibaah Karne Se Pehle Chara Khilaye Paani Pilaye Bhooka Piyaasa Rakhna Makrooh Hai,  ✧≫【02】 Mazbaah Jahan Janwar Ko Zibaah Karne Lejate Us Waqt Ghaseet Kar Lejana Makrooh Hai,  ✧≫【03】 Aasaani Se Giray Bejaa Shakhti Karna Makrooh Hai,  ✧≫【04】 Qibla Rukh Bayi Karwat Letaye Ke Jaan Aasaani Se Nikle Iske Khilaaf Karna Makrooh Hai,  ✧≫【05】 Chaar Pai...

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-25

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI     ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-25 ★           ╂── ─────────╂ ✧⇝❥Qurbani Kis Par Waajib Hai...? 👉Qurbani Har Us Musalman Aaqil, Baaligh,Muqim Par.....Waajib Hai......Jiski Milkiyat Me 7.5 Tola Sona, Ya 52.5 Tola Chandi, Ya 52.5 Tola Chandi Ki Qeemat Ke Barabar Rupiya, Ya Tijaarat Ka Saman, Ya Uski Asli Haajato Se Zyadah Ka Maal-Saaman Ho.  Note: Har Wo Zarurat Jiske Pura Na Hone Se Izzat-Aabru Ya Jaan Jane Ka Andesha Ho To Ye Asli Zarurat Hai . ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁ ✧⇝❥Agar Kisi Ke Paas Do Makan Ho Ek Me Khud Rehta Hai Dusra Chaahe Kiraaye Par De Ya Na De Kya Us Par Qurbani Waajib Hai....

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-24

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-24 ★           ╂───────────╂ ✧⇝❥Islami Zabihaa Ki Kya Aur Kitni Sharaait Hai.....? ★➻Islami Zabihaa Ki Kul 3 Sharaait Hai..  ① Zabah Karne Waale Ka Musalman Hona,  ② Zabah Ke Waqt Allah Ka Naam Lena,  ③ Hulqoom, Saan'S Ki Naali Khun Ki Ragon Ka Sharee Dha'Ng Se Kat Lena.  ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁   ✧⇝❥Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Kis Karwat Par Hona Chaahiye Hai.....? ★➻Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Ko Baai (Left) Pahlu Par Litaana Chaahiye, Kyun Ke Is Surat Me Zabah Me Sahulat Hai Aur Jab Left Pahlu Par Litaaya Jaayega To Sar Junub Ki Taraf Hog...