Skip to main content

SAWALAAT-E-QURBANI POST NO-02

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨

╂─────────────────╂
    🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.
      🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ.
╂─────────────────╂
               
📿 SAWALAAT-E-QURBANI   
 ╂────────────────╂
 ┗────────┯
            ★ POST NO-02 ★
          ╂───────────╂

✦Gabhan Jaanwar Ki Qurbani ✦

✧⇝❥Ek Shakhs Ne Ek Bhains Ki Qurbani Ki Niyat Ki Thi, Ittefaq Se  Wo Bhains Gabhan Ho Gayi, Ab Us Haamla {Pregnant} Ko Qurbani Kar Diya Jaye Ya Nahi,, Ya Bachcha Paida Hone Ke Baad Kiya Jaye,,  Ya Aainda Saal Kiya Jaye Ya Sadqa Kar Diya Jaye,??

★➻Agar Mahaz Niyat Ki Thi, Nazar ( Mannat) Nahi Maani Thi, To Usse Us Per Is Makhsoos Jaanwar Ki Qurbani Lazim Nahi Hui, Usko Ikhtiyaar Hai Chahe Qurbani Kare Ya Na Kare, Ab Kare Ya Fir Baad Me Kare, Ya Baad Qurbani Sadqa Kar De, Ya Jo Dil Chahe Kare,

✧≫Jo Jaanwar Qareebatul Wiladat Ho K Zibaha Karne Se Bachcha Mar Jane Ka Andesha Ho Uska Zibaha Karna Makrooh Hai,
❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁
✦Kisi Ki Taraf Se Bina Uski Ijazat Qurbani Karna✦

✧⇝❥Zaid Safar Me Tha, Uske Walid Ne Uski Taraf Se Bagair Uski Ijazat Ke Qurbani Ki Is Khayal Se K Jab Woh Safar Se Wapas Aayega To Usse Qurbani Ke Paise Le Lunga,Jab Woh Safar Se Wapas Aaya To Walid Ne Ladke Se Kaha K Mene Teri Taraf Se Qurbani Kar Di Thi, Usne Kaha K Achchha Kiya Aur Usne Qurbani Ki Qeemat De Di, Baap Beta Do No Alahida Alahida Rehte The,To Us Ladke Ki Qurbani Durust Hui Ya Nahi? Uski Qurbani Ki Vajah Se Doosro ( Hissedar) Ki Qurbani Me Koi Nuqs To Nahi Aaya...??

★➻Jabki Bete Ki Taraf Se Pehle Se Ijazat Nahi Thi, Khud Hee Qurbani Kar Di Is Bharose Per K Baad Me Paisa Le Lenge, To Uski Taraf Se Qurbani Sahi Nahi Hogi, Agarche Usne Paise De Diye Ho,
Agar Bade Jaanwar Me Uski Taraf Se Hissa Liya Tha To Kisi Bhi Shareek Ki Qurbani Ada Nahi Hui, Sabke Jimme Lazim Hai K Apni Qurbani Ki Qeemat Sadqa Kare,

Ref✿┅╮
       📚 Fatawa Mehmoodiya,,
     📃 Jild-17, Safa No 319 & 322

📮NEXT SOON INSHA ALLAH

​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨
JOIN ISLAMIC MSG GROUP & BROADCAST FOR WOMEN
📲 *+918472871566

Comments

Popular posts from this blog

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-23

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-23  ★           ╂───────────╂  ✧⇝❥Qurbani Me Karne Wale Makrooh Amal Kya Hai?? ★➻Qurbani Ke Kuch Aadaab Hai...Jisko Tarteeb Se Bataya Jaa Raha Hai... ✧≫【01】  Janwar Ko Zibaah Karne Se Pehle Chara Khilaye Paani Pilaye Bhooka Piyaasa Rakhna Makrooh Hai,  ✧≫【02】 Mazbaah Jahan Janwar Ko Zibaah Karne Lejate Us Waqt Ghaseet Kar Lejana Makrooh Hai,  ✧≫【03】 Aasaani Se Giray Bejaa Shakhti Karna Makrooh Hai,  ✧≫【04】 Qibla Rukh Bayi Karwat Letaye Ke Jaan Aasaani Se Nikle Iske Khilaaf Karna Makrooh Hai,  ✧≫【05】 Chaar Pai...

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-25

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI     ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-25 ★           ╂── ─────────╂ ✧⇝❥Qurbani Kis Par Waajib Hai...? 👉Qurbani Har Us Musalman Aaqil, Baaligh,Muqim Par.....Waajib Hai......Jiski Milkiyat Me 7.5 Tola Sona, Ya 52.5 Tola Chandi, Ya 52.5 Tola Chandi Ki Qeemat Ke Barabar Rupiya, Ya Tijaarat Ka Saman, Ya Uski Asli Haajato Se Zyadah Ka Maal-Saaman Ho.  Note: Har Wo Zarurat Jiske Pura Na Hone Se Izzat-Aabru Ya Jaan Jane Ka Andesha Ho To Ye Asli Zarurat Hai . ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁ ✧⇝❥Agar Kisi Ke Paas Do Makan Ho Ek Me Khud Rehta Hai Dusra Chaahe Kiraaye Par De Ya Na De Kya Us Par Qurbani Waajib Hai....

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-24

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-24 ★           ╂───────────╂ ✧⇝❥Islami Zabihaa Ki Kya Aur Kitni Sharaait Hai.....? ★➻Islami Zabihaa Ki Kul 3 Sharaait Hai..  ① Zabah Karne Waale Ka Musalman Hona,  ② Zabah Ke Waqt Allah Ka Naam Lena,  ③ Hulqoom, Saan'S Ki Naali Khun Ki Ragon Ka Sharee Dha'Ng Se Kat Lena.  ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁   ✧⇝❥Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Kis Karwat Par Hona Chaahiye Hai.....? ★➻Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Ko Baai (Left) Pahlu Par Litaana Chaahiye, Kyun Ke Is Surat Me Zabah Me Sahulat Hai Aur Jab Left Pahlu Par Litaaya Jaayega To Sar Junub Ki Taraf Hog...