Skip to main content

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-07

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨

╂─────────────────╂
 🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.
       🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ.
╂─────────────────╂
                 
📿 SAWALAAT-E-QURBANI    
 ╂────────────────╂
 ┗────────┯
            ★ POST NO-07 ★
          ╂───────────╂

✦Qurbani Ke Janwar Ki Rassi Ka Sadqa Karna.✦

✧⇝❥ Qurbani Ke Janwar Ko Jis Rassi Ya Zanzeer Se Baandha Hai,  Uska Sadqa Karna Zaroori Hai To Bajaye Zanzeer Ke Agar Uski Qeemat Ada Kar Di Jaye To Durust Hai Ya Nahi..??

★➻Rassi Ya Zanzeer Ka Sadqa Karna Mustahab Hai, Farz Nahi, Qeemat Ada Karne Se Uska To Sawab Hoga Lekin Rassi Ke Sadqa Ka Sawab Na Hoga, 

★➻Qurbani Ke Jaanwar Ko Agar Ma'A Rassi Kharida Hai,, To ( Rassi Jo Jaanwar Ke Saath Aayi Hai) Usko Sadqa Kar Diya Jaye, (Agar Bager Rassi Ke Kharida Hai) Aur Apni Rassi Me Usko Rakha Hai To Usko Sadqa Karne Ka Hukm Nahi, 
❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁
✦Galti Se Ek Ne Doosre Ki Qurbani Zibaha Ki.✦

✧⇝❥2 Aadmio'N Ne Qurbani Ke Liye 2 Bakriyan Kharidi, Magar Inme Koi Shinakht {Pehchaan} Aisi Nahi Thi Ke Do No Apni Apni Bakrion Ko Pehchan Sake, Ya Shinakht To Thi Magar Bhool Gaye Aur Do No Ne Ek Doosre Ki Bakri Ki Qurbani Kar Di, Baad Me Maloom Hua K Kisi Ne Bhi Apni Bakri Ki Qurbani Nahi Ki Balki Har Ek Ne Doosre Ki Bakri Ki Qurbani Ki Hai,, Aisi Surat Me Kya Do No Ko Dobara Qurbani Lazim Hogi Ya Nahi.. ??

★➻ Nahi, Balki Do No Ki Qurbani Ho Gayi, 
          📔 Shaami,  5/210

📚 Fatawa Mehmoodiya,,
📃 Jild-17, Safa No 499

📮NEXT SOON INSHA ALLAH

Comments

Popular posts from this blog

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-23

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-23  ★           ╂───────────╂  ✧⇝❥Qurbani Me Karne Wale Makrooh Amal Kya Hai?? ★➻Qurbani Ke Kuch Aadaab Hai...Jisko Tarteeb Se Bataya Jaa Raha Hai... ✧≫【01】  Janwar Ko Zibaah Karne Se Pehle Chara Khilaye Paani Pilaye Bhooka Piyaasa Rakhna Makrooh Hai,  ✧≫【02】 Mazbaah Jahan Janwar Ko Zibaah Karne Lejate Us Waqt Ghaseet Kar Lejana Makrooh Hai,  ✧≫【03】 Aasaani Se Giray Bejaa Shakhti Karna Makrooh Hai,  ✧≫【04】 Qibla Rukh Bayi Karwat Letaye Ke Jaan Aasaani Se Nikle Iske Khilaaf Karna Makrooh Hai,  ✧≫【05】 Chaar Pai...

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-25

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI     ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-25 ★           ╂── ─────────╂ ✧⇝❥Qurbani Kis Par Waajib Hai...? 👉Qurbani Har Us Musalman Aaqil, Baaligh,Muqim Par.....Waajib Hai......Jiski Milkiyat Me 7.5 Tola Sona, Ya 52.5 Tola Chandi, Ya 52.5 Tola Chandi Ki Qeemat Ke Barabar Rupiya, Ya Tijaarat Ka Saman, Ya Uski Asli Haajato Se Zyadah Ka Maal-Saaman Ho.  Note: Har Wo Zarurat Jiske Pura Na Hone Se Izzat-Aabru Ya Jaan Jane Ka Andesha Ho To Ye Asli Zarurat Hai . ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁ ✧⇝❥Agar Kisi Ke Paas Do Makan Ho Ek Me Khud Rehta Hai Dusra Chaahe Kiraaye Par De Ya Na De Kya Us Par Qurbani Waajib Hai....

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-24

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-24 ★           ╂───────────╂ ✧⇝❥Islami Zabihaa Ki Kya Aur Kitni Sharaait Hai.....? ★➻Islami Zabihaa Ki Kul 3 Sharaait Hai..  ① Zabah Karne Waale Ka Musalman Hona,  ② Zabah Ke Waqt Allah Ka Naam Lena,  ③ Hulqoom, Saan'S Ki Naali Khun Ki Ragon Ka Sharee Dha'Ng Se Kat Lena.  ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁   ✧⇝❥Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Kis Karwat Par Hona Chaahiye Hai.....? ★➻Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Ko Baai (Left) Pahlu Par Litaana Chaahiye, Kyun Ke Is Surat Me Zabah Me Sahulat Hai Aur Jab Left Pahlu Par Litaaya Jaayega To Sar Junub Ki Taraf Hog...