Skip to main content

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-11

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨

╂─────────────────╂
    🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.
      🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ.
╂─────────────────╂
                 
📿 SAWALAAT-E-QURBANI    
 ╂────────────────╂
 ┗────────┯
            ★ POST NO-11 ★
          ╂───────────╂

✧⇝❥Kisi Ne Halal Karte Waqt  Allah Ka Naam Urdu Mein Liya  (Yani Khuda Kaha) To Janwar Halal Hua Ya Nahi,,, ???

★➻Allah Ka Naam Urdu Mein Liya Tab Bhi Janwar Halal Hee Keh Layega Arabi Mein Kehna Zaroori Nahi Hai, 

✍  Kitabul Masail Pg 293
❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁
✧⇝❥1 Baqra Aisa Hai Jo 1sal Pehle Baqra Eid K 2sre Din  Paida Huwa To Uski Qurbani Kab Kare ???

★➻Islam Aur Ahkame Islam K Bare Mein  Saal Ka Aetbar Chand Se Hota Is Hisab Se Baqra 2sre Din Sal Bhar Ka Ho Jayega To Uski Qurbani Jaiz Ho Jayegi.

✍ Kutube Fiqah
❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁
✧⇝❥Agar Kisi Ne Janwar Ko Zibah  Allahummag Fir Lee (Aye Allah Meri Magfirat Farma)Ye Padh Kar Kiya To Janwar Halal Ho Jayega...???

★➻Agar Ye Duaa Padh Kar Zibah Kiya, 
Allahummag Firlee
(Aye Allah Meri Magfirat Farma) To Janwar Halal Na Hoga 
Kiyun Ke Ye To Apne Gunaho Ki Tauba Hai Na Ke Zibah Ki Dua. 

✍  Mustafad Kitabul Masail Pg244

📮NEXT SOON INSHA ALLAH
​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨
JOIN ISLAMIC MSG GROUP & BROADCAST FOR WOMEN
📲 +919084937436

Comments

Popular posts from this blog

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-23

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-23  ★           ╂───────────╂  ✧⇝❥Qurbani Me Karne Wale Makrooh Amal Kya Hai?? ★➻Qurbani Ke Kuch Aadaab Hai...Jisko Tarteeb Se Bataya Jaa Raha Hai... ✧≫【01】  Janwar Ko Zibaah Karne Se Pehle Chara Khilaye Paani Pilaye Bhooka Piyaasa Rakhna Makrooh Hai,  ✧≫【02】 Mazbaah Jahan Janwar Ko Zibaah Karne Lejate Us Waqt Ghaseet Kar Lejana Makrooh Hai,  ✧≫【03】 Aasaani Se Giray Bejaa Shakhti Karna Makrooh Hai,  ✧≫【04】 Qibla Rukh Bayi Karwat Letaye Ke Jaan Aasaani Se Nikle Iske Khilaaf Karna Makrooh Hai,  ✧≫【05】 Chaar Pai...

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-25

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI     ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-25 ★           ╂── ─────────╂ ✧⇝❥Qurbani Kis Par Waajib Hai...? 👉Qurbani Har Us Musalman Aaqil, Baaligh,Muqim Par.....Waajib Hai......Jiski Milkiyat Me 7.5 Tola Sona, Ya 52.5 Tola Chandi, Ya 52.5 Tola Chandi Ki Qeemat Ke Barabar Rupiya, Ya Tijaarat Ka Saman, Ya Uski Asli Haajato Se Zyadah Ka Maal-Saaman Ho.  Note: Har Wo Zarurat Jiske Pura Na Hone Se Izzat-Aabru Ya Jaan Jane Ka Andesha Ho To Ye Asli Zarurat Hai . ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁ ✧⇝❥Agar Kisi Ke Paas Do Makan Ho Ek Me Khud Rehta Hai Dusra Chaahe Kiraaye Par De Ya Na De Kya Us Par Qurbani Waajib Hai....

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-24

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-24 ★           ╂───────────╂ ✧⇝❥Islami Zabihaa Ki Kya Aur Kitni Sharaait Hai.....? ★➻Islami Zabihaa Ki Kul 3 Sharaait Hai..  ① Zabah Karne Waale Ka Musalman Hona,  ② Zabah Ke Waqt Allah Ka Naam Lena,  ③ Hulqoom, Saan'S Ki Naali Khun Ki Ragon Ka Sharee Dha'Ng Se Kat Lena.  ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁   ✧⇝❥Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Kis Karwat Par Hona Chaahiye Hai.....? ★➻Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Ko Baai (Left) Pahlu Par Litaana Chaahiye, Kyun Ke Is Surat Me Zabah Me Sahulat Hai Aur Jab Left Pahlu Par Litaaya Jaayega To Sar Junub Ki Taraf Hog...