Skip to main content

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-13

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨

╂─────────────────╂
    🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.
    🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ.
╂─────────────────╂
                 
📿 SAWALAAT-E-QURBANI   
 ╂────────────────╂
 ┗────────┯ 
           ★ POST NO-13 ★
          ╂───────────╂

✧❥Agar
      Chand  Partners  Saath
      Milkar  Kaarobaar  Karte
      Hai.....To  Aisi  Surat  Me
      Qur'Baani  Ka  Kya  Hukm
      Hai........?

★➻Agar
       Chand  Partners  Saath
       Milkar  Kaarobar  Karte
       Ho.....To  Aisi  Surat  Me
       Har  Ek  Ka  Hissa  Ba-
       Qadr-E-Nisaab (52.50 Tola
       Chandi  Ki  Qeemat  Ke
       Baraabar)  Ho....To  Sab
       Par  Alag  Alag  Qur'Bani
       Waajib  Hogi.
        Wαllαнu Ααlαm.
❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁
 ✧⇝❥Zil Hijjah Ke Chand Hone Ke Baad Baal Aur Nakhoon Kaatna Kaisa Hai....? Iski Kiyaa Maslihat Wa Hikmat Hai?

★➻ Zil Hijjah Ke Chand Hone Ke Baad Jis Ke Zimme Qurbaani Ho Use Baal Aur Naakhoon Eid Ki Namaaz Aur Us Ki Qurbaani Hone Tak Na Kaatna Mustahab Hai, 

Taake Qurbaani Ka Janwar Us Ke Har Har Juz-Hissah Ka Badal Aur Fidyah  Ho Jaye Aur Allah Taala Ki Rahmat Se Us Admi Ke Jism Ka Koi Hissah Mahroom Na Rahe Jin Logon Ke Zimme Qurbaani Nahi Woh Bhi Qurbaani Karne Walon Ki Aur Haj Ke Hajjyon Ki Mushaabahat {Copy} Ikhtiyaar Karenge To Woh Bhi Inshaa Allah Rahmat Se Mahroom Na Rahenge Lekin Koi Apne Baal Aur Nakhoon Katega To Na Gunegaar Hoga Na Qurbaani Me Koi Kharaabi Aayegi Is Par Wajib Ki Tarah Amal Karna Aur Aisa Na Karne Walon Ko Tokna Saheeh Nahi Jo Cheez Jis Darje Me Sabit Ho Us Ko Usii Darje Me Rakhna Chahiye.

           Ʀєғєʀєռcє:
               📔 Masaaile Qurbaani.

📮NEXT SOON INSHA ALLAH
--------------------------------------------------------

Comments

Popular posts from this blog

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-23

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-23  ★           ╂───────────╂  ✧⇝❥Qurbani Me Karne Wale Makrooh Amal Kya Hai?? ★➻Qurbani Ke Kuch Aadaab Hai...Jisko Tarteeb Se Bataya Jaa Raha Hai... ✧≫【01】  Janwar Ko Zibaah Karne Se Pehle Chara Khilaye Paani Pilaye Bhooka Piyaasa Rakhna Makrooh Hai,  ✧≫【02】 Mazbaah Jahan Janwar Ko Zibaah Karne Lejate Us Waqt Ghaseet Kar Lejana Makrooh Hai,  ✧≫【03】 Aasaani Se Giray Bejaa Shakhti Karna Makrooh Hai,  ✧≫【04】 Qibla Rukh Bayi Karwat Letaye Ke Jaan Aasaani Se Nikle Iske Khilaaf Karna Makrooh Hai,  ✧≫【05】 Chaar Pai...

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-25

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI     ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-25 ★           ╂── ─────────╂ ✧⇝❥Qurbani Kis Par Waajib Hai...? 👉Qurbani Har Us Musalman Aaqil, Baaligh,Muqim Par.....Waajib Hai......Jiski Milkiyat Me 7.5 Tola Sona, Ya 52.5 Tola Chandi, Ya 52.5 Tola Chandi Ki Qeemat Ke Barabar Rupiya, Ya Tijaarat Ka Saman, Ya Uski Asli Haajato Se Zyadah Ka Maal-Saaman Ho.  Note: Har Wo Zarurat Jiske Pura Na Hone Se Izzat-Aabru Ya Jaan Jane Ka Andesha Ho To Ye Asli Zarurat Hai . ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁ ✧⇝❥Agar Kisi Ke Paas Do Makan Ho Ek Me Khud Rehta Hai Dusra Chaahe Kiraaye Par De Ya Na De Kya Us Par Qurbani Waajib Hai....

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-24

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-24 ★           ╂───────────╂ ✧⇝❥Islami Zabihaa Ki Kya Aur Kitni Sharaait Hai.....? ★➻Islami Zabihaa Ki Kul 3 Sharaait Hai..  ① Zabah Karne Waale Ka Musalman Hona,  ② Zabah Ke Waqt Allah Ka Naam Lena,  ③ Hulqoom, Saan'S Ki Naali Khun Ki Ragon Ka Sharee Dha'Ng Se Kat Lena.  ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁   ✧⇝❥Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Kis Karwat Par Hona Chaahiye Hai.....? ★➻Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Ko Baai (Left) Pahlu Par Litaana Chaahiye, Kyun Ke Is Surat Me Zabah Me Sahulat Hai Aur Jab Left Pahlu Par Litaaya Jaayega To Sar Junub Ki Taraf Hog...