Skip to main content

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-18

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨

╂─────────────────╂

    🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.
       🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ.
╂─────────────────╂
                 
📿 SAWALAAT-E-QURBANI   
 ╂────────────────╂
 ┗────────┯
            ★ POST NO-18 ★
          ╂───────────╂

✧⇝❥Agar Qurbani Ke Janwar Me Kai Log Shareek Ho...To Gosht Atkal {Andaze Se} Taqseem Kar Sakte Hai Ya Nahi....? Sab Saathi Raazi Ho Ya Nahi Dono Suraton Ka Kya Hukm Hai.....?

★➻Sabhi Saathi Raazi Ho Ya Nahi Dono Suraton Me Atkal Taqseem Karna Na-Jaaiz Hai, Gosht Tol Kar Hee Taqseem Karna Zaruri Hai, Haa Agar Tolna Mushkil Ho To Jitne Saathi Ho Sab Ke Hisse Atkal Karde Fir Har Hissah Me, Kisi Me Sirri, Kisi Me Kalegi Kisi Me Paaya, Kisi Me Fefsa Waghairah Rakhde To Ab Jaaiz Ho Jayega.

Wαllαнu Ααlαm.

📔 Fazail-Masaail-E-Qurbani-64.
❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁
✧⇝❥Qurbani Ke Zabah Kiye Hue Halal Janwar Me Kitni Aur Kon Konsi Cheezon Ka Khaana Haram Hai.....?

★➻Qurbani Me Zabah Kiye Hue Halal Janwar Me 7 Cheezen Khana Haram Hai,

✧≫(1) Behne Waala Khoon, 

✧≫(2) Nar Janwar Ki Peshab Ki Jagah,

✧≫(3) Maadah Janwar Ki Peshab Ki Jagah,

✧≫(4) Peshab Ki Theli,

✧≫(5) Pittashay Ki Theli, 

✧≫(6) Dono Kapure, 

✧≫(7) Gudood Yani Jame Huye Khun Ki Gaanthe Jo Gosht Me Hoti Hai,

 Wαllαнu Ααlαm.

📔 Fazail-Masaail-E-Qurbani-62.

📮NEXT SOON INSHA ALLAH
​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨

Comments

Popular posts from this blog

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-23

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-23  ★           ╂───────────╂  ✧⇝❥Qurbani Me Karne Wale Makrooh Amal Kya Hai?? ★➻Qurbani Ke Kuch Aadaab Hai...Jisko Tarteeb Se Bataya Jaa Raha Hai... ✧≫【01】  Janwar Ko Zibaah Karne Se Pehle Chara Khilaye Paani Pilaye Bhooka Piyaasa Rakhna Makrooh Hai,  ✧≫【02】 Mazbaah Jahan Janwar Ko Zibaah Karne Lejate Us Waqt Ghaseet Kar Lejana Makrooh Hai,  ✧≫【03】 Aasaani Se Giray Bejaa Shakhti Karna Makrooh Hai,  ✧≫【04】 Qibla Rukh Bayi Karwat Letaye Ke Jaan Aasaani Se Nikle Iske Khilaaf Karna Makrooh Hai,  ✧≫【05】 Chaar Pai...

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-25

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI     ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-25 ★           ╂── ─────────╂ ✧⇝❥Qurbani Kis Par Waajib Hai...? 👉Qurbani Har Us Musalman Aaqil, Baaligh,Muqim Par.....Waajib Hai......Jiski Milkiyat Me 7.5 Tola Sona, Ya 52.5 Tola Chandi, Ya 52.5 Tola Chandi Ki Qeemat Ke Barabar Rupiya, Ya Tijaarat Ka Saman, Ya Uski Asli Haajato Se Zyadah Ka Maal-Saaman Ho.  Note: Har Wo Zarurat Jiske Pura Na Hone Se Izzat-Aabru Ya Jaan Jane Ka Andesha Ho To Ye Asli Zarurat Hai . ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁ ✧⇝❥Agar Kisi Ke Paas Do Makan Ho Ek Me Khud Rehta Hai Dusra Chaahe Kiraaye Par De Ya Na De Kya Us Par Qurbani Waajib Hai....

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-24

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-24 ★           ╂───────────╂ ✧⇝❥Islami Zabihaa Ki Kya Aur Kitni Sharaait Hai.....? ★➻Islami Zabihaa Ki Kul 3 Sharaait Hai..  ① Zabah Karne Waale Ka Musalman Hona,  ② Zabah Ke Waqt Allah Ka Naam Lena,  ③ Hulqoom, Saan'S Ki Naali Khun Ki Ragon Ka Sharee Dha'Ng Se Kat Lena.  ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁   ✧⇝❥Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Kis Karwat Par Hona Chaahiye Hai.....? ★➻Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Ko Baai (Left) Pahlu Par Litaana Chaahiye, Kyun Ke Is Surat Me Zabah Me Sahulat Hai Aur Jab Left Pahlu Par Litaaya Jaayega To Sar Junub Ki Taraf Hog...