Skip to main content

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-20

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨

╂─────────────────╂

    🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.
       🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ.
╂─────────────────╂
                 
📿 SAWALAAT-E-QURBANI    
 ╂────────────────╂
 ┗────────┯ 
            ★ POST NO-20 ★
          ╂───────────╂

✧⇝❥Qurbani Ke Janwar Ke Daant Na Ho Ya Toot Gaye Ho To Uska Kya Hukm Hai.....?

★➻Jis Janwar Ke Bilkul Dant Na Ho Aur Gaas Chaara Bhi Na Kha Sakta Ho...To Uski Qurbani Durust Nahi Hai, Aur Agar Aksar Daant Baaqi Ho Kam Gir Gaye Ho....To Uski Qurbani Durust Hai.
❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁

✧⇝❥Qurbani Ke Janwar Ka Paidaaishi Kaan Na Ho Ya Kaan Ho Lekin Kaat Diya Ho To Uska Kya Hukm Hai...?

★➻Jis Janwar Ke Paidaaishi Kaan Hee Nahi Hai Ya Ek Kaan Nahi Hai, To Uski Qurbani Durust Nahi Hai, Aur Kisi Janwar Ka Tihaai {1/3} Hissah Se Zyadah Kaan Kat Gaya Hai...To Uski Qurbani Durust Nahi Hai.
❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁

✧⇝❥Qurbani Ke Janwar Ke Singh Hee Na Ho Ya Tut Gaye Ho To Uska Kya Hukm Hai.....?

★➻Jis Janwar Ke Paidaish Hee Se Singh Nahi Ya Sin'Gh To The Lekin Toot Gaye Hai To Uski Qurbani Durust Hai, Aur Agar Sin'Gh Bilkul Jadh Se Ukharh Gaya Ho Ke Gudda Nazar Aata Ho To Uski Qurbani Durust Nahi Hai.
❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁

✧⇝❥Qurbani Ke Janwar Ke Kaan To Ho Lekin Usko Cheer Kar Do Hissah Me Kar Diya Hai.....To Uska Kya Hukm Hai...?

★➻Jis Janwar Ke Kaan To Hai Lekin Cheer Kar Do Hissah Kar Rakhe Ho To Uski Qurbani Durust Hai. 

⚀Rєբ:➻┐ Fazail-Masaail-E-Qurbani

📮NEXT SOON INSHA ALLAH
​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨

Comments

Popular posts from this blog

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-23

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-23  ★           ╂───────────╂  ✧⇝❥Qurbani Me Karne Wale Makrooh Amal Kya Hai?? ★➻Qurbani Ke Kuch Aadaab Hai...Jisko Tarteeb Se Bataya Jaa Raha Hai... ✧≫【01】  Janwar Ko Zibaah Karne Se Pehle Chara Khilaye Paani Pilaye Bhooka Piyaasa Rakhna Makrooh Hai,  ✧≫【02】 Mazbaah Jahan Janwar Ko Zibaah Karne Lejate Us Waqt Ghaseet Kar Lejana Makrooh Hai,  ✧≫【03】 Aasaani Se Giray Bejaa Shakhti Karna Makrooh Hai,  ✧≫【04】 Qibla Rukh Bayi Karwat Letaye Ke Jaan Aasaani Se Nikle Iske Khilaaf Karna Makrooh Hai,  ✧≫【05】 Chaar Pai...

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-25

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI     ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-25 ★           ╂── ─────────╂ ✧⇝❥Qurbani Kis Par Waajib Hai...? 👉Qurbani Har Us Musalman Aaqil, Baaligh,Muqim Par.....Waajib Hai......Jiski Milkiyat Me 7.5 Tola Sona, Ya 52.5 Tola Chandi, Ya 52.5 Tola Chandi Ki Qeemat Ke Barabar Rupiya, Ya Tijaarat Ka Saman, Ya Uski Asli Haajato Se Zyadah Ka Maal-Saaman Ho.  Note: Har Wo Zarurat Jiske Pura Na Hone Se Izzat-Aabru Ya Jaan Jane Ka Andesha Ho To Ye Asli Zarurat Hai . ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁ ✧⇝❥Agar Kisi Ke Paas Do Makan Ho Ek Me Khud Rehta Hai Dusra Chaahe Kiraaye Par De Ya Na De Kya Us Par Qurbani Waajib Hai....

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-24

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-24 ★           ╂───────────╂ ✧⇝❥Islami Zabihaa Ki Kya Aur Kitni Sharaait Hai.....? ★➻Islami Zabihaa Ki Kul 3 Sharaait Hai..  ① Zabah Karne Waale Ka Musalman Hona,  ② Zabah Ke Waqt Allah Ka Naam Lena,  ③ Hulqoom, Saan'S Ki Naali Khun Ki Ragon Ka Sharee Dha'Ng Se Kat Lena.  ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁   ✧⇝❥Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Kis Karwat Par Hona Chaahiye Hai.....? ★➻Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Ko Baai (Left) Pahlu Par Litaana Chaahiye, Kyun Ke Is Surat Me Zabah Me Sahulat Hai Aur Jab Left Pahlu Par Litaaya Jaayega To Sar Junub Ki Taraf Hog...