Skip to main content

SAWALAAT-E-QURBANI POST NO-27

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨

╂─────────────────╂

    🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.
       🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ.
╂─────────────────╂
                 
📿 SAWALAAT-E-QURBANI   
 ╂────────────────╂
 ┗────────┯
            ★ POST NO-27 ★
          ╂───────────╂

✧⇝❥Eid Ki Namaz Hogayi Lekin Khutba Nahi Hua To Qurbani Kar Sakte Hai Kya..Yani Khutbe Se Pehle Qurbani
Hogi....??

★➻Eid Ki Namaz Ke Baad Khutbe Se Pehle Qurbani Ki To Durust Ho Jayegi 
Lekin Aisa Karna Achcha Nahi Hai.

Khutbe Ke Baad Hee Behtar Hai.
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

✧⇝❥Kis Masjid Me Eid Ki Namaz Ho Jaane Par Qurbani Jaaiz Hogi...???

★➻Pure Shaher Me Kahin Bhi Eid Ki Namaz Padh Li Jaye To Pure Shaher Walo Ko Qurbani Jaaiz Hai...
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

✧⇝❥Dihat Ya Gaon {Village} Me Kab Qurbani Jaaiz Hai....???

★➻Gaon Ya Dihat {Village} Me 
(Jahan Jumah, Eid Ki Namaz Na Hoti Ho) 10 Zilhaj Ki Subah Sadiq Ke Baad Foran Qurbani Ki Ijazat Hai..

📚 Kitabul Masail 2,218

   ╭─────────────────╮
   📮NEXT SOON INSHA ALLAH
   ╰─────────────────╯
​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨

Comments

Popular posts from this blog

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-23

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-23  ★           ╂───────────╂  ✧⇝❥Qurbani Me Karne Wale Makrooh Amal Kya Hai?? ★➻Qurbani Ke Kuch Aadaab Hai...Jisko Tarteeb Se Bataya Jaa Raha Hai... ✧≫【01】  Janwar Ko Zibaah Karne Se Pehle Chara Khilaye Paani Pilaye Bhooka Piyaasa Rakhna Makrooh Hai,  ✧≫【02】 Mazbaah Jahan Janwar Ko Zibaah Karne Lejate Us Waqt Ghaseet Kar Lejana Makrooh Hai,  ✧≫【03】 Aasaani Se Giray Bejaa Shakhti Karna Makrooh Hai,  ✧≫【04】 Qibla Rukh Bayi Karwat Letaye Ke Jaan Aasaani Se Nikle Iske Khilaaf Karna Makrooh Hai,  ✧≫【05】 Chaar Pai...

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-25

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟 اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI     ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-25 ★           ╂── ─────────╂ ✧⇝❥Qurbani Kis Par Waajib Hai...? 👉Qurbani Har Us Musalman Aaqil, Baaligh,Muqim Par.....Waajib Hai......Jiski Milkiyat Me 7.5 Tola Sona, Ya 52.5 Tola Chandi, Ya 52.5 Tola Chandi Ki Qeemat Ke Barabar Rupiya, Ya Tijaarat Ka Saman, Ya Uski Asli Haajato Se Zyadah Ka Maal-Saaman Ho.  Note: Har Wo Zarurat Jiske Pura Na Hone Se Izzat-Aabru Ya Jaan Jane Ka Andesha Ho To Ye Asli Zarurat Hai . ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁ ✧⇝❥Agar Kisi Ke Paas Do Makan Ho Ek Me Khud Rehta Hai Dusra Chaahe Kiraaye Par De Ya Na De Kya Us Par Qurbani Waajib Hai....

SAWALAAT-E-QURBANI | POST NO-24

​​​​✨🏵​​​✨🏵​​​✨🏵✨🏵​​​✨ ╂─────────────────╂     🌟اَعُوْذُ  بِااللّٰهِ  مِنَ  الشَّیْطٰنِ  الرَّجِیْم.        🌹ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ. ╂─────────────────╂                   📿 SAWALAAT-E-QURBANI      ╂────────────────╂  ┗────────┯             ★ POST NO-24 ★           ╂───────────╂ ✧⇝❥Islami Zabihaa Ki Kya Aur Kitni Sharaait Hai.....? ★➻Islami Zabihaa Ki Kul 3 Sharaait Hai..  ① Zabah Karne Waale Ka Musalman Hona,  ② Zabah Ke Waqt Allah Ka Naam Lena,  ③ Hulqoom, Saan'S Ki Naali Khun Ki Ragon Ka Sharee Dha'Ng Se Kat Lena.  ❁〰〰〰〰〰〰〰〰❁   ✧⇝❥Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Kis Karwat Par Hona Chaahiye Hai.....? ★➻Ba-Waqt-E-Zabah Janwar Ko Baai (Left) Pahlu Par Litaana Chaahiye, Kyun Ke Is Surat Me Zabah Me Sahulat Hai Aur Jab Left Pahlu Par Litaaya Jaayega To Sar Junub Ki Taraf Hog...